Aaj Pher Urdu Shayari Ghazal
Ban Ke Kajal Ankhon Main Samaya Jaiy
Gham-e-Mahbobe Ka Her Raaz Chupaya Jaiy
Gar Aebadat Ki Talaab Hi Gunahgaron Ko
Razz-e-Alfaat Ko Sar-e-Bazm Sonaya Jaiy
Jab Ke Parde Main Humein Husan Nazar Aata Hi
Kya Zaroory Hi Ke Her Parda Athaya Jaiy
Jahan Pe Hum Ne Rooh Mahtab Dekhha Tha
Aaj Pher Dil Us Maqam Par Laya Jaiy
Jis Ki Ek Loo Main Jal Gay The Kai Purane
Pher Us Dard Ki Shamai Ko Jalaya Jaiy
Aey Zeed Mery Ek Tamana Hi Anhein
Pher Se Ek Bar Esy Bazm Main Laya Jay
Apne Aujre Hoy Gulshan Ko Bahoot Yad Kia
Jab Kabhi Gardesh-e-Taqder Ne Gheera He Humain
Gesoy Yaar Ki Uljhan Ko Bahoot Yad Kia
Shamaa Ki Joot Pe Jalte Hoy Prwanoo
Ek Tere Sholah Daman Ko Bahoot Yad Kia
Jis Ke Mathe Pe Nai Sobhaa Ka Jhomar Hoga
Hum Ne Us Waqat Ki Dulhan Ko Bahoot Yad Kia
Aaj Tooay Hoy Sapnoo Ki Bahoot Yad Aai
Aaj Beete Hoy Sawan Ko Bahoot Yad Kia
Yad Kia Urdu Hindi Poetry Ghazal
Aaj Rothe Hoy Sajan Ko Bahoot Yad Kia
Jab Kabhi Gardesh-e-Taqder Ne Gheera He Humain
Gesoy Yaar Ki Uljhan Ko Bahoot Yad Kia
Shamaa Ki Joot Pe Jalte Hoy Prwanoo
Ek Tere Sholah Daman Ko Bahoot Yad Kia
Jis Ke Mathe Pe Nai Sobhaa Ka Jhomar Hoga
Hum Ne Us Waqat Ki Dulhan Ko Bahoot Yad Kia
Aaj Tooay Hoy Sapnoo Ki Bahoot Yad Aai
Aaj Beete Hoy Sawan Ko Bahoot Yad Kia
0 comments:
Post a Comment