Ghum-i-Heat By Ahmed Faraz Sad Ghazal
Ghum-i-Heat Ka Jagra Meta Raha Hi KoiChale Aao Keh Dunya Se Ja Raha Hi Koi
Azal Se Kah Do Keh Ruk Jai Do Ghhari
Sona Hi Aane Ka Wadah Nebha Raha Hi Koi
Wo Us Naz Se Bathey Hain Lash Ke Pass
Jasey Rothey Hoy Ko Mana Raha Hi Koi
Palaat Kar Na Aa Jay Pher Sans Nabzoon Main
Aitne Haseen Hathhon Se Meat Saja Raha Hi Koi
Ahmed Faraz Best Last Urdu Sad Ghazal |
Doost Ban Kar Bhi By Ahmed Faraz Best Sad Ghazal
Doost Ban Kar Bhi Nahien Sath Nebhanee WalaWohy Andaz Hi Zalim Ka Zaamane Wala
Ab Use Loog Samjhte Hain Geraftar Mera
Sakhat Nadem Hi Mujhe Daam Main Lanee Wala
Kea Kahien Kitne Mirasam They Humare Us Se
Wo Jo Ek Shakhas Hi Moh Pher Ke Janee Wala
Tere Hotey Hoey Aa Jaty Thi Saree Dunya
Aaj Tanha Ho To Koi Nahien Aanee Wala
Muntazer Kis Ka Ho Tooti Hoi Delheez Pe Main
Kon Aaiey Ga Yehaan Kon Hi Aaney Wala
Tum Takhalus Ko Bhi Akhelass Samjhte Ho "Faraz"
Doost Hota Nahien Haar Hath Melanee Wala
Ahmad Faraz Best Urdu Hindi Ghazal |
0 comments:
Post a Comment